|
Salam All Friend and member
mai 6 saal ssay is web page ka mutala kar raha ho magar muko kohi sahi nahi mila jis ko dakho wo pasay ki baat karta hai or uper say bolta hai k mai gharibo ki madad karo ga
bhai agar madad karni hai to phir paysay kasay
aap log to leader hogahay baat bare bare or kam un logo ka jo aap ko paysay day sakay
Is waj say mai nay socha k maiq na aapna game do jo only gharibo k lay ho ga is mai na kohi member hoga na hi is ki kohi fess hogi or na hi nikalnay ki soorat mai persent gift hoga
bus aap say ek dua ki zarorat hogi q k Allah nay mujko jitna deya hai wo mare lay bohot hai
agar kohi challang karna chaata to wo kisi or say karay mai bussness man nay ho or na hi mujko apnay game per ghooorooo hai mai aapnay say zada ALLAH per brosa karta hoo
Agar mare baat kisi ko bore lagi hoo too SORRY karta hoo
agar kohi baat ya message dayna hoo to is address per karsaktay hai madadgar65@yahoo.com
Note :-personal game k lay message na karay warna jawab nahi milay ga or dua ya haall ya mubarakbaat k lay message kar saktay hai
Chaan raat ko 11 bajay post karoga
Aap ka dost
madadgar
(_)_) ! Hafiz
|